Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyar bhi tola hoga tumne
Ab na hai toh phir na sahi dilbar
Is dil ko yeh samjha liya humne
Isme tera ghaata
Mera kuch nahi jaata
Jyada pyar ho jaata
Toh dil sah nahi paata
Isme tera ghaata
Mera kuch nahi jaata
Jyada pyar ho jaata
Toh dil sah nahi paata
Ummm Mmm Mmmmm
Ab aur kya kahna hoga humne
Karna tha jo wo kar liya tumne
Shayad rahoon ya na rahoon dilbar
Badla kabhi ye faishla tumne
Isme tera ghaata
Mera kuch nahi jaata
Jyada pyar ho jaata
Toh dil sah nahi paata
Isme tera ghaata
Mera kuch nahi jaata
Agar phir pyar ho jaata
Toh dil sah nahi paata
Hmmm Ummm Hmmm
Isme tera ghaata