menu-iconlogo
logo

Aise Kyun

logo
Paroles
Zara zara abhi baatein shuru hi huyi

Magar khush hu main aaj kal

Abhi talak meri shamein toh aisi na thi

Jaise halki hain aaj kal

Kya hain yeh maajra kuch toh hain mil raha

Yaa phir main hi bas man hi man qisse banane laga

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Tu kuch bole na

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Tu kuch bole na

Bole na

Ek din haule se tujhse hain puchna

Raatein teri bhi thodi firozi firozo si hain bhi kya

Ek din raat bhar jo tu dekhe jaag kar

Kehna sapne savere gulabi gulabi se hain bhi kya

Ek din akele mai dil se sochna

Ek din akele mai khud se bolna

Kya hain yeh maajra kuch toh hain mil raha

Yaa phir main hi bas man hi man qisse banane laga

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Tu kuch bole na

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Tu kuch bole na

Bole na

Aise kyun kuch toh ikhti hu

Likhke mitati hun main raat bhar

Aise kyun baatein khud ki hi khud se chupati hu

Main aaj kal

Par yeh sab sochna dil ko yuhn kholna

Sab kuch keh kar hi sabko batana zaroori hain kya

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Kyun hain bolna

Aise kyun

Haan kyun

Haan kyun

Kyun hain bolna

Bolna

Aise Kyun par Nikhita Gandhi/Anurag Saikia - Paroles et Couvertures