Ganpati bappa
Morya
Mangal Murti
Morya
Hey ganraaya
Shambhu sutaya
Teri sharan mein mai ayya
Lambhodharaaya
Vighneshwaraya
Tu toh saari he duniyaan mein chaaya
Hey ganraaya
Shambhu sutaya
Teri sharan mein mai ayya
Lambhodharaaya
Vighneshwaraya
Tu toh saari he duniyaan mein chaaya
Tu shrishti ki shaan
Aur tu sabka abhimaan
Teri dhuli ka tikka kiye
Naam tera hi lette chale
Moreya
Moreya
Moreya
Moreya
Aandhiyoon se bujhe na
Paapiyoon se darre na
Tu Jo saath mere ho Deva
Gam ka saya rahe na
Tere darr pe khade hai
Aasn leke badhe hai
Teri Jyoti ke jwala se
Andhiyaare bhi bujhe hai
Naache khulke zara hum sabhi toh
Tere Darshan hue hai abhi toh
Dhol taashe bhi bajne lage hai
Rang khushiyoon ke udne lage hai
Tu shrishti ki shaan
Aur tu sabka abhimaan
Teri dhuli ka tikka kiye
Naam tera hi lete chale
Moreya
Moreya
Moreya
Moreya
Moreya
Tu hai devon ki shaan
Moreya
Tu hai bhakto ki jaan
Moreya
Tere lakhon ehesaan
Moreya
Kare sabka kalyaan
Ghalin lotangan vandin charanan
Dolyani pahin rupe tujhe
Preme alingan anande pujan
Bhave ovaleen mhane namha
Twameva Mata cha Pita Twamevah
Twameva Bandhusch Sakha Twamevah
Twameva Vidhya Dravinam Twamevah
Twameva Sarwam Mam Deva Deva
Kayena Vacha Manasendriyenva
Buddhayatmna Va Prakrutiswabhavat
Karomi Yadhyat Sakalam Parasmai
Narayanayeti Samarpayami
Achyutam Keshavam Ramnarayanam
Krushanadamodaram Vasudevam Bhaje
Shridharam Madhavam Gopikavallabham
Janaki Nayakam Ramchandra Bhaje
Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare
Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare
Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare