Nawaazta hai joh sabko woh dilnawaaz hai tu
Niyaazmand hai sab aur biniyaaz hai tu
Zamane bhar ke banata hai saare bhigde kaam
Kareem saare zamane ka karsaaz hai tu
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Dar pe joh sawali aate hai
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Dar pe joh sawali aate hai
Ik teri kareemi ka sadka
Ik teri kareemi ka sadka
Woh mann ki muraadein paate hai
Ik teri kareemi ka sadka
Woh mann ki muraadein paate hai
Is shaan-e-karam shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam shaan-e-karam ka kya kehna
Khali na rahi rehmat se teri
Khali na rahi rehmat se teri
Dukh dard ke maaron ki jholi
Dukh dard ke maaron ki jholi
Kya tera karam hai dar pe tere
Kya tera karam hai dar pe tere
Bharti hai hazaron ki jholi
Shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam shaan-e-karam ka kya kehna
Mushkil ko tu aasaan bana deta hai
Mushkil ko tu aasaan bana deta hai
Har oonchai umeed khila deta hai
Har oonchai umeed khila deta hai
Taqdeer se ho jaye joh bhai se juda
Us bhai ko bhai se mila deta hai
Shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam shaan-e-karam ka kya kehna
Din raat hai mangton ka faira
Din raat hai mangton ka faira
Din raat hai mangton ka faira
Din raat hai mangton ka faira
Kya khoob sakhi hai dar tera
Kya khoob sakhi hai dar tera
Milti hai karam ki bheekh unhe
Milti hai karam ki bheekh unhe
Daaman joh yahan phailate hai
Milti hai karam ki bheekh unhe
Daaman joh yahan phailate hai
Milti hai karam ki bheekh unhe
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Pakke rishte teri rehmat se joh ban jaate hai
Pakke rishte teri rehmat se joh ban jaate hai
Kachche dhaage se bandhe log chale aate hai
Kachche dhaage se bandhe log chale aate hai
Tu mila deta hai bichde hue insaano ko
Tu mila deta hai bichde hue insaano ko
Tere andaz-e-karam shaan yeh dikhlate hai
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Is dar ki sakhavat kya kahiye
Khali na gaya mangta koi
Khali na gaya mangta koi
Mohtaj yahan joh aate hai
Mohtaj yahan joh aate hai
Woh jholiyan bharke jaate hai
Mohtaj yahan joh aate hai
Woh jholiyan bharke jaate hai
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna
Is shaan-e-karam ka kya kehna