Tu aata aati hai seene mein
Jab jab saansein bharta bharti hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarta guzarti hoon
Hawa ke jaise chalta chalti hai tu
Main ret jaise udta udti hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karta karti hoon
Haa.. Aa.....Haa.....Aa..
Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna tha jo keh chhuke
Meri nigahein hain teri nigahon ki
Tujhe khabar kya bekabar
Main tujhse hi chup chup kar
Teri aankhein padhta padhti hun
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karta karti hoon
Haa.. Aa..Haa....Aa...