Tu aati hai seene mein
Jab jab saansein bharta hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarta hoon
Hawa ke jaise chalta hai tu
Main ret jaise udti hoon
Kaun tujhe yoon pyar karega
Jaise main karti hoon
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..
Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna tha jo keh chhuke
Meri nigahein hain teri nigahon ki
Tujhe khabar kya bekabar
Main tujhse hi chup chup kar
Teri aankhein padhta hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karta hoon
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..
Haa.. Aa..