Sochaa tha kee kah bhee doon, phir ye sochaa naa kahoon
Bin tumhaare tum hee bolo, kaise main jiyun?
Ye meri zindagi, naam tere likhi
Is se zyaada main boluun kya karoon?
Tumse pyaar hai, pyaar hai, pyaar hai hamko
Naa jaane baathen kyun nahin kah sake tumko?

Akhiyaan mein teri muje saafe hai dikhe
Raat-din mera hee to khwaab hai chale
Dil mein hee rakhnaa mujko, baahar naa laanaa
Kaheen naa lage de koyi nazar ye zamana
Tumse pyaar hai, pyaar hai, pyaar hai hamko
Naa jaane baathen kyun nahin kah sake tumko?
Dheere-dheere badhata jae asar ye tumhaaraa
Chain se naa bainthe dil hamaaraa
Jor-jor se dhadke hai, dekhte hee tumko
Der tak hai tadpe ye bechaaraa
Dard mein bhee khushii dil ko mere milee
Is se zyaada main boluun kya kahoon?