menu-iconlogo
logo

Tera Jalwa Tauba Hai AAP KE DEEWANE

logo
Paroles
R Rafi ji and K Kishore Da

K Tera jalwa tauba hai tera jalwa

Jab se dekha tauba hai tera jalwa

Tera jalwa tauba hai tera jalwa

Jab se dekha tauba hai tera jalwa

R ho ooooooooo..

Jee chahe jee bhar ke tareef karoon

Ho oooooooo.....

O kya kehna tauba hai tera jalwa

K Tera jalwa tauba hai tera jalwa

R Jab se dekha tauba hai tera jalwa

K ho oooooooo...

Jee chahe jee bhar ke tareef karoon

Ho oooooooo.....

O kya kehna tauba hai tera jalwa

R Tera jalwa tauba hai tera jalwa..

ALWAYS BE HAPPY FRIENDS

R Sunte the logon se afsaane tere

Haay par tujhko dekha nahin thaa..

K Dekhen haseen to laakhon hazaaron

Haay koi bhi tum sa nahin thaa..

R Kaali zulfen udte badal

Gora chand sa chehra.....

K Tera jalwa tauba hai tera jalwa

Arrey jab se dekha tauba hai tera jalwa

MUSIC

ALWAYS REMEMBER ME FRIENDS..

k kaliyon se phoolon se mehfil saji hai

Haay tera janamdin aayaa...

R Meri beadabi tu maaf karna

Haay mein koi tohfa naa laaya..

K Jo khud phool ho us ko kya de

phoolon ka guldasta........

Tera jalwa tauba hai tera jalwa

R Jab se dekha tauba hai tera jalwa

MUSIC

R Kehti hai duniya har ek dil pe

Haay dilbar ka naam likha hai

K Jaane anjaane chehre pe tere

Haay kiska salaam likha hai..

R Tera mehaboob banega koi kismatwala..

Tera jalwa tauba hai tera jalwa

Jab se dekha tauba hai tera jalwa

K Ho oooooooo...

Jee chahe jee bhar ke tareef karoon

Ho oooooooo...

O kya kehna tauba hai tera jalwa

R Tera jalwa tauba hai tera jalwa...

THANK YOU FRIENDS...

.....