menu-iconlogo
logo

Zaroori Tha

logo
Paroles
Writer(s): Khalil ur Rehman, Sahir Ali Bagga

Lafz kitneee hiii

Tere paaairon seee

Lipteeeeee hongeee

Tune jab aaaaakhiri khat

Meeeraaa jalaaaaaayaaaa… hogaaaa

Tune jab phooooool,

Kitabooon seee nikaaaleeee hongeeee

Dene waaaaaala bhi tujhe

Yaad toh aayaaaa hogaaa

Aaaaaaaaa

Aaaaa

Teri aankhon ke dariya ka

Utarna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi

Bichadna bhi zaroori tha

Zuroori tha ki hum dono

Tawaaf-e-aarzoo karte

Magar phir aarzu’on ka

Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariyaaaa ka

Utarnaaa bhi zaroori tha

Bataao yaad hai tumko

Woh jab dilll ko churaya tha

ChuraaiiiI cheez ko tumne

Khuda ka ghar banaya tha

Woh jab kehte thhe

Mera naam tum tasbih mein padhte ho

Mohabbat ki namaazo ko qara

Karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai

Woh baatein thi mahaz baatein

Kahin baaton hi baaton mein

Mukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka

Utarna bhi zaroori tha

Aaaaaaaaa

Aaaaaa

Wahi hai sooratein apni

Wahi main hoon, wahi tum ho

Magar khoya huaa hoon main

Magar tum bhi kahin gum ho

Mohabbat mein dagha ki thi

So kaafir the so kaafir hain

Mili hain manzilein phir bhi

Musaafir thhe, musaafir hain

Tere dil ke nikaale hum

Kahaan bhatke, kahaan pahunche

Magar bhatke toh yaad aaya

Bhatakna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi

Bichhadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ki

Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte

Magar phir aarzu’on ka

Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariyaaaan ka

Utarna bhi zaroori tha