menu-iconlogo
logo

New Vs Old 2 Mashup

logo
Paroles
New Vs Old 2

Put - #roxtaranvy

M-Janam janama janam saath chalna yuhin

Kasam tumhe kasam aake milna yahin

Ek jaan hai bhale do badan ho judaa

Meri hoke hamesha hi rehna Kabhi na kehna alvidaa…

F-Humein tumse pyar kitna

Yeh hum nahi jaante

Magar jee nahi sakte

Tumhare bina… Aan

Hume tumse pyar.

M-Tujh sang bair lagaya aisa

Raha na main phir apne jaisa

Ho raha na main phir apnyyne jaisa.

F-Kya huwa tera vaada

Woh qasam woh iraada

Bhoolega dil

jis din tumhe

Woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya huwa tera vaada.

M-Haan seekha maine jeena jeena Qaise jeena,

haan seekha main jeena mere hum-dum

Na seekha kabhi jeena jeena, Qaisey jeena,

na seekha tere bina humdum.

F-Tujhse naraaz nahi zindagi

hairaan hoon main Ho hairaan hoon main

Tere masoom sawalon se

Pareshaan hoon main

Ho pareshaan hoon main.

M-Jo teri khaatir tadpe pehle se hi Kya usay tadpana,

Oh zaalima oh zaalima

Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya usay behkana oh zaalima oh zaalima.

F-Jeeye toh jeeeye Kaise, bin aapke -x2,

M-Jeene de naa jeene de naa

Zindagi tu jeene de naaa -x2,

F-Aao hazoor tumko Sitaaron mein le chalun

Dil doob jaaye aise Baharon mein le chalun.

Aao hazoor aao.

M-Mere dil mein jagah khudaa ke khaali thi

Dekha wahan pe aaj tera chehra hai

Main bhatakta huwa bas ek baadal hoon

Jo tere aasmaan pe aa ke thehra hai.

F-Ye shaam mastaani

Madhosh kiye jaaye

Mujhe dor koyi kheeche

Teri ore liye jaaye.

M-Oh soniye tera mera saath yuhin rehna

Oh soniye har Zind meri ban rehna.

F-Mere mehboob kayamat hogi

Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi

Mere mehboob…

M-Khwaja mere khwaja

Dil mein samaaja

Shahon ka shah tu,

ali ka dulara.

F-Tu mann ya na mann dildara Asaan te tainu rab manneya (Alaaap boy)

Tu mann ya na mann dildara Asaan te tainu rab manneya

M-Tu mann ya na mann dildara Asaan te tainu rab manneya

Thanks For Singing

#roxtaranvy

New Vs Old 2 Mashup par Raj Barman/Deepshikha - Paroles et Couvertures