Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Bata de mujhe tu kaha kho gaya Hai
Bata de mujhe tu kaha kho gaya Hai
Kya chahat mai meri koi kami thi
Kya chahat mai meri koi kami thi
Ya phir yaar tu bewafa ho gaya hai
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Meri zindagi ki yeh ek bhul thi jo
Tujhe mene chanha Aur apna mana
Meri zindagi ki yeh ek bhul thi jo
Tujhe mene chanha Aur apna mana
Raha shat mere meger tha juda sa
Tere dil mein kya tha Yai mene na jana
Tujhe chakar kyu lagta hai ab yeh
Tujhe chakar kyu lagta hai ab yeh
Ke mujhe se yeh koi gunha ho gaya hai
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Tujhe mujhse daman chudana hi tha ager
Kadam meri jane Badhaya hi kyu tha
Tujhe mujhse daman chudana hi tha ager
Kadam meri jane Badhaya hi kyu tha
Jo shat mera nahi tha neebhana
Meri zindagi mein tu Aaya hi kyu tha
Dekar mujhe kyu dard e judai
Dekar mujhe kyu dard e judai
Kisi aur pai meherban ho aya hai
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Mujhe Zindagi Bhar Ka gam dene wale
Bata de mujhe tu kaha kho gaya Hai
Bata de mujhe tu kaha kho gaya Hai
Kya chahat mai meri koi kami thi
Kya chahat mai meri koi kami thi
Ya phir yaar tu bewafa ho gaya hai