menu-iconlogo
logo

Teri Meri Kahani

logo
Paroles
Teri meri meri teri

Prem kahani hai mushqil

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Ek ladka aur ek ladki ki

Ye kahani hai nayi

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri meri teri

Prem kahani hai mushqil

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Ik dooje se huey juda jab

Ik dooje ke liye bane

Teri meri, meri teri

Prem kahani hai mushqil

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Aaa

Tumse dil jo lagaya

Toh jahaan maine paaya

Kabhi socha na tha yun

Meelon door hoga saya

Kyun khuda tune mujhe

Aisa khwaab dikhaya

Jab haqiqat mein usey todna tha

Aa

Ik dooje se huye judaa

Jab ik dooje ke liye bane

Teri meri meri teri

Prem kahani hai mushqil

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri baaton ka har lamha

Sab se anjaana do lafzoon mein yeh

Bayaan na ho paaye

Har ehsaas mein tu hai

Har ik yaad mein tera afsaana

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Aaa

Sara din bit jaaye saari raat jagaye

Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye

Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle

Yeh tere mere darmayaan hai jo saare

Aaaaa

Ik dooje se huey juda jab

Ik dooje ke liye bane

Teri meri baaton ka har

Lamha sab se anjaana

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Har ehsaas mein tu hai

Har ik yaad mein tera afsaana

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri meri teri

Prem kahani hai mushqil

Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri Meri Kahani par Ranu mondal/Himesh Reshammiya - Paroles et Couvertures