menu-iconlogo
logo

Kabhi Kabhi Aditi Zindagi

logo
Paroles
Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad

jaye to Ek sapna lagta hai

Aise mein koi kaise apnne

aasun ko behene se roke

Aur kaise koi soch de

everythings gona be ok

Kabhi kabhi to lage zindagi

mein rahi na khushi aur na maza

Kabhi kabhi to lage har din

muskhil Aur har pal ek saza

Aise mein koi kaise muskuraye

kaise hasde kush ho ke

Aur kaise koi soch de

Everything gona be ok

Soch zara janejaa tujhko

hum kitna chahte hai

Roote hai hum bhi agar teri

aakhon mein aasun aate hain

Gana to aata nahi hai magar

phir bhi hum gaate hain

Hey aditi maan kabhi ,kabhi sare

jahan mein andhera hota hai

Lekin raat ke baad hi to savera hota

Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad

jaye to Ek sapna lagta hai

Hey aditi hasde hasde

hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda

thoda thoda thoda muskura

Tu Kush Hai to lage ki

jahan mein chai hai kushi

Suraj nikle badlon se aur baate zindagi

Sunto zara madhosh

hawa tujhse kehne lagi

Ki Aditi woh jo bichadte hain

ek na ek din phir mil jate hain

Aditi jane tu ya jaane na

phool phir khil jate hain

Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad

jaye to Ek sapna lagta hai

Hey aditi hasde hasde

hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda

thoda thoda thoda muskura

Hey aditi hasde hasde

hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda

thoda thoda thoda muskura

Kabhi Kabhi Aditi Zindagi par Rashid Ali - Paroles et Couvertures