Ye baatein khaali khaai jaa rahi hai
Sapnon me aake bas sataayi jaaa rahi hai
Ghar pe ab mere badhaai jaa rahi
Hua pass
Mithaai khaa rahi hai duniya ye
Khaali bas baataye jaa rahi hai
Aage karna kya
Itna bhi karne ka mann na tha
To kya kahenge aap
Karenge judge mujhe
Aur ise chhod bhi ni sakta
Kabhi kabhi accha lagta hai
Mujhe basta
Kabhi sochun kahaan
Ye lejaayein mujhe rasta
Phir lage kam se kam rukaaye nahi rakhta
To chalta mai
Jitna khale ghar utna hi falta mai
Kam se kam waisa nahi
Jaisa kal tha mai
Kal hoon mai jaisa
Waisa nahi kabhi
Jalta mai
Hal tha na ye
Kabhi nahi hoga
Ise chhodna
Ek gunaah
Mai gunaah bhi nahi karta
Mere andar jo hai baitha
Wo dara ke rakhta
Aur hai dilemma
Mai daraaye nahi darta
Balaayein nahi leta
Duaaein bhale karun mai
Dawaai sang hoon rakhta
Bhale hi bhale bohot
Par bhalaai chaahun karna
Bhale hi mile maut
Bhale me chaahun marna
Hmmm hmm
Hai apna kaun
Agar pata hota sach to na
Rakhta maun
Hmm hmm
Hai apna kaun
Dimaag se leu kaam
To hai Sapna kaun?
Marne ke baad bhi aaj bhi maarti saadgi
Karte chal baatcheet chhodke saali maarpeet
Bande ki aarti utaare dekh ke marksheet
Bande ke num kam pankhe se taang dis