menu-iconlogo
logo

Om Jai Jagdesh Hare

logo
Paroles
Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan men door kare

Om jai jagadish hare

Jo dhyaave phal paave

Dukh bin se man kaa

Swami dukh bin se man kaa

Sukh sampati ghar ave

Sukh sampati ghar ave

Kasht mite tan kaa

Om jai jagadish hare

Maat pita tum mere

Sharan kahoon kiski

Swami sharan kahoon kiski

Tum bin aur na dooja

Tum bin aur na dooja

Aas karoon jiski

Om jai jagadish hare

Tum pooran paramatma

Tum antaryami

Swami tum antaryami

Paar Brahm Parameshwar

Paar Brahm Parameshwar

Tum sabke swami

Om jai jagadish hare

Tum karuna ke saagar

Tum paalan karta

Swami tum paalan karta

Main moorakh khalakhami

Main moorakh khalakhami

Kripa karo bharta

Om jai jagadish hare

Tum ho ek agochar

Sab ke praan pati

Swami sab ke praan pati

Kis vidhi miloon dayamaya

Kis vidhi miloon dayamaya

Tum ko main kumati

Om jai jagdish hare

Deen bandhu dukh harta

Tum thaakur mere

Swaami tum thakur mere

Karona hastho badao

Karona hastho badao

Dwaar padha tere

Om jai jagadish hare

Vishay vikaar mitaao

Paap haro deva

Swami paap haro deva

Shradha bhakti badhao

Shradha bhakti badhao

Santan ki seva

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan men door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare