Hum katha sunate
Ram sakal gundham ki
Hum katha sunate
Ram sakal gundham ki
Yeh ramayan hai
Punya katha shrii ram ki
Yeh ramayan hai
Punya katha shrii ram ki
Hum katha sunate
Ram sakal gundham ki
Yeh ramayan hai
Punya katha shrii ram ki
Yeh ramayan hai
Punya katha shrii ram ki
Jambu dweepe bharat khande
Aryavarte bharat varshe
Ek nagari hai vikyat ayodhya naam ki
Yehi janma bhoomi hai
Param pujya shri ram ki…
Yeh ramayan hai
Punya katha shri ram ki……
Yeh ramayan hai
Punya katha shri ram ki
Raghukul ke raja dharmatma
Chakravarti dashrath punyatma
Santati hetu yagya karvaya
Dharm yagya ka shubh phal paya
Nrip ghar janme char kumaraa
Raghukul deep jagat aadhaara…
Charon bhraton ke shubh naama
Bharat shatrughna lakshman rama…