Lala laa lala lala laa
Lala laa lala lala laa
Saathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo na mujhe pyaar
Itna karo na mujhe pyaar
Saathiya tune kya kaha
Beliya ye tune kya kaha
Yun na kabhi karna intezar
Maine kiya hai tumse pyaar
Maine kiya hai tumse pyaar
Saathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya
Itni muhabbat seh na sakunga
Sach maano zinda reh na sakunga
Tujh ko sambhaloon ye mera zimma
Main hun to kya ghum jaane tamanna
Ab jeena marna mera
Jaanam tere haath hai
Maine kaha na sanam
Ab tu mere saath hai
To phir sambhal
La la la la laa
Ye main chala
La la la la laa
Jaana kaha
La la la la laa
Aa dil mein aa
La la la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la
Saathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya
Dil ke chaman ka
Hasna to dekho
Jaagi nazar ka
Sapna to dekho
Aise huye hum
Ek jaan ek dil
Tu hai ke main hoon
Kehna hai mushkil
Jhonka basanti hai tu
Tan hai gulabi mera
Do rang milne ke baad
Hote nahin hain judaa
To phir sambhal
La la la la laa
Dil ye chala
La la la la laa
Jaana kaha
La la la la laa
Aa dil mein aa
La la la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la
Saathiya tune kya kiya
Beliya ye tune kya kiya
Yun na kabhi karna intezar
Maine kiya hai tumse pyaar
Maine kiya hai tumse pyaar
Itna karo na mujhe pyaar
Itna karo na mujhe pyaar