
Bhool Ja
in ansuon se kisko
kya hua hansil
mana kehna hai asan
nibhana hai mushkil
phir bhi ae yaar mere
sunle meri inteza
bhool ja
jo hua use
bhool ja
hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza
un yadon ko tu
bhool ja
wo to nahin tha teri
wafon ke kabhil
jane kya soch kar
tune de diya apna dil
is baar dil ka sauda
karna na yun be wajah
bhool ja
jo hua use
bhool ja
hai kasam tujhe muskura
khud ko na de
yun saza un yadon ko tu
bhool ja
teri zindagi teri hai
kisi ki amant nahin
jab chahe tod de
aese ek imarat nahin
is baar dil ka suda
karna na yun bewajah
bhool ja
jo hua use
bhool ja
hai kasam tujhe muskura
khud ko na de yun saza
un yadon ko tu
bhool ja
jo hua use
bhool ja
hai kasam tujhe muskura
khud ko yun na de
tu saza
un yadon ko tu
bhool ja
khud ko yun
na de tu saza
un yadon ko tu
bhool ja