menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Shah -E-Madina

SABRI BROTHERShuatong
telpaneca1huatong
Paroles
Enregistrements
Aaaaaaaa

Aaaa aaaaaa shah

E madina shah e madina yas rab ke wali

Sare nabi tere dar ke sawali

Shahe madina shahe madina

Jalwe hai sare tere hi dam se

Aabad aalam tere karam se aabad aalam tere karam se

Baki har ek shai baki har ek shai

Naqsh e khayali sare nabi tere dar ke sawali

Shah e madina shah e madina

Tere liye hi duniya bani hai neele

Falak ki chaadar tani

Hai neele falak ki chaadar tani

Hai tu agar na hota tu agar

Na hota duniya ki khali

Sare nabi tere dar ke sawali shahe madina shahe madina

Tune jaha ki mehfil sajai

Tarikio ne shama jalayi tarikio

Ne shama jalayi har simt chayee ki har simt

Chayee sath saree sare nabi

Tere dar ke sawali

Davantage de SABRI BROTHERS

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer