Dil ko jaane yeh kya hua
Mil ke apna sa tu laga
Kaise main karun bayaan
Tumse yeh junoon hai ya gumaan
Aise mujhe tum mile, tum mile
Jaise koyi din khile, din khilee
Jaane kahan hum chale, hum chale
Chaahe jo bhi dil kare, dil kare
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata
Koi Janne na Dusra
Samjhe Tu Hi Meri Jubaan
Maine Mujhsa Deewanapan Oh dekha
na kahin tera siwa
Tujhse hi din suru shaame dhalen
ab toh nazar se bhi na tu hatey
jitni hain Fursatein Fursatein
De doon sari main tujhe tu mujhe
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah mein bhi
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata
Dil ki diwaarein tuti hai
Dil ka jahan dikha hai
Aankhon ne aaj dekha
khaawon ka aasman hai
Tera karta hu shukriyan
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tukho hi chaahun
Humrah abse mera tu
Humraah main bhi tera hu
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tukho hi chaahun
Humrah abse mera tu
Humraah main bhi tera hu
Aeshaanmand hai dil ab se tera
Ye fraz kaisa hai kya naam du bata.