Sard hai baadal ye kashmir
Dard hai har chehra yaha aaj
Hai chali phirse goliyaan lutt gaya hai kisi ka jahaan
Yahaan agar fir dost par roye zameen asti kabhi aar
Kabhi paar laga teere nazar
Andhere mein ghum yeh mauka ho gaya
Gazab hai yeh
Basti ujaadi gayi pareshan saara jahan ho gaya
Yahin pyaar mohabbat ke khilte gulab murjha gaye to
Khaza ho gaya hasi
Chin kar wo rulate rahe qayamat ka har pal guma ho
Gaya jo apne the kal tak
Paraye huye yaha ka jo
Samjha waha ho gaya andhere me ghum yeh makaan ho gaya
Jo nazaron mein tha woh yaha ho gaya tere dard ki
Awaaz mein tanhaiyon
Ka soz hai khamosh hai kyu hukmura afsos hai
Afsos hai wo dard hai baaki ye kashmir
Dard hai har dil mein yaha aaj phir
Jannat hai veeran mit gaya khud hi ka har
Nishaan yahaan tere dard ki aagosh mein
Parchaiyon ka shor hai
Khamosh hai kyu aasmaan afsos hai afsos hai agar phir
Dost
Banoge
Hooooooo