menu-iconlogo
huatong
huatong
sameer-khan-laali-cover-image

Laali

Sameer Khanhuatong
angelmia7huatong
Paroles
Enregistrements
Laali dil se maine chura li

Hathon ko rang liya

Laali muh se aisi laga li

Honthon ko rang liya

Yeh laal rang

Rang raha hai chahaton ko

Mangta hai pyar yeh

Laali ansuon se chura li

Aakhon ko rang liya

Laali dil se aisi laga li

Laakhon ko rang liya

Yeh laal rang

Rang raha hai nafraton ko

Maarta hai yaar yeh

Chale bhi, daude bhi

Bahe bhi nass mein yeh

Jale bhi, tape bhi

Rahe na bas mein yeh

Yeh laal rang jawan kar gaya

Tadke bhadke tapke nass nass mein yeh

Tadpe dhadke rahe na bas mein yeh

Yeh laal rang tabah kar gaya

Laali dardon se main bini

Zakhmon ko bhar liya

Laali ghairon se maine chhini

Apnon ko rang liya

Yeh laal rang

Rang raha hai peedhiyo ko

Yeh pal raha hai khoon mein

Chale bhi, daude bhi

Bahe bhi nass mein yeh

Jale bhi, tape bhi

Rahe na bas mein yeh

Yeh laal rang jawan kar gaya

Tadke bhadke tapke nass nass mein yeh

Tadpe dhadke rahe na bas mein yeh

Yeh laal rang tabah kar gaya

Davantage de Sameer Khan

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer