Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
Hain saath par, hain saath naa bhi
Kya itni aasaan hai?
Dekho, dekho, jaise mere iraade
Waise kahaan tere yahan the
Haan, kitni naadan main
Mere husn ke ilaawaaaaa
kabhi dil bhi maang lo Naa
Haaye, pal mei main pighal jaaun, haan
Ab aisa naa kro ki dil jud na paaye waapis
Teri baaton se bikhar jaaun, haan
Maana zamana hai diwaana
Isliye tune naa jaana
Tere liye main kaafi hun
Dekho, dekho, yeh zamane se thak kar
Aate ho kyun maasoom ban kar?
Tere liye main kya hi hun?
Phir aate kyu yahan
karne aankhon mei ho baarish?
Abh aaye ho thehar jaao naa
Aur puchcho naa zaraaaaa
mere din kе baare mei bhi
Bas itne mеi sambhal jaaun, haan
Haan, ek din kabhiiiiii koi
Jab bhi padhe kahaaaaani Teri
Lagta mujhe mereeeee naam kaaaaa
Zikr kahin bhi hoga nahiiii ooooo
main yahin
Meri yeh aankhon mei,
aankhon mei toh dekho
Dekho, yeh dil ka haal kya
Honthon se hota naa byaan
Meri yeh aankhon mei,
aankhon mei toh dekho
Kaisa naseeb hai mera
Milke bhi na mujhe mila
Meri yeh aankhon mei,
aankhon mei toh dekho
Teri adhoori si wafa
Maangu, main maangu aur naa
Meri yeh aankhon mei,
aankhon mei toh dekho
Dekho, dekho, kaisi kheenchi lakeerein
Chahe bhi dil toh bhi naa jeete
Main iss daud mei nahi
Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
Baatein yahi dekhun jahan bhi
Main iss daur se nahi