Collar ko thoda sa upar chadha ke…
Cigarette ke dhuyein ka challa banake…
Collar ko thoda sa upar chadha ke
Cigarette ke dhuyein ka challa banake
Sochna hai kya jo hona hai hoga
Chal pade hain fikr yaaro
dhuyein mein uda ke
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Dollar bhi chahiye
inhe pound bhi chahiye
Sone ke sikko ka sound bhi chahiye
Heyyy, banda yeh dheeth hai
yeh kuch nahin jaanta
Banda yeh dheeth hai
yeh kuch nahin jaanta
Isko jo maangta to maal pani maangta
Sochna hai kya jo hona hai hoga
Chal pade hain fikr yaaro
dhuyein mein uda ke
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Apne begaane yahan sab chhod aaye
Pyaar ki rasmo ko yeh todd aaye
Anjaane raaston ke vaaste yeh
Zindagi se bhi muh mod aaye
Sochna hai kya jo hona hai hoga
Chal pade hain fikr yaaro
dhuyein mein uda ke
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Khud pe barosa hai khud pe yakeen hai
Karlenge kaam chahe jitna sangeen hai
Pakke hai inke jo dil mein irade
Hai asmaan inka, inki zameen hai
Sochna hai kya jo hona hai hoga
Chal pade hain fikr yaaro
dhuyein mein uda ke
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga Rama re
jaane kya hoga maula re