menu-iconlogo
logo

Masoom Chehra (Male)

logo
Paroles
Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai

Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai

Milee dost jiskoo yahaan tere jesaa

Milee dost jiskoo yahaan tere jesaa

Use dushmano kee zarurat hee kya hai

Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai

Dil tod diya, kyun itana bataa de

Phir baad mein bewafa, jo chaahe mujko sazaa de

Dil tod diya, kyun itana bataa de

Phir baad mein bewafa, jo chaahe mujko sazaa de

Teri berukhi se pareshaan hoon main

Teri berukhi se pareshaan hoon main

Naa aaye samajh mein ye kya maajaraa hai

Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai

Jo bhartaa nahin vo zakhm diya hai

Mujko nahin pyaar ko, badnaam tune kiya hai

Jo bhartaa nahin vo zakhm diya hai

Mujko nahin pyaar ko, badnaam tune kiya hai

Jise maine puja maseehaa bana ke

Jise maine puja maseehaa bana ke

Naa tha ye pata pattharon ka bana hai

Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai

Haa milee dost jiskoo yahaan tere jesaa

Use dushmano kee zarurat hee kya hai

Maasoom cheharaa, nigaahen farebi

Labon pe hansi aur dil mein dawa hai