menu-iconlogo
logo

Yaar Badal Na Jaana

logo
Paroles
Armaanon ke iss gulshan me

Tum aaye ho saawan ki tarah

Yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

O mere yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Tum kya jaano mere dil me

Tum rehati ho dhadkan ki tarah

Yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

O mere yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Saagar ke sang lehar kiran

Suraj ke saath mein chalati hain

Shama hamesha parwaane ki

Chaahat me he jalati hai

O phool me khushabu rehati hai

Aur sip me moti rehata hain

Tera mera hoga milan

Dharati se ambar kehata hai

Mere hothon pe rehna har dam

Saazon me chhupi sargam ki tarah

Yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

O mere yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Milake juda abb hone se

Dil kyon darata hain khone se

Milake juda abb hone se

Dil kyon darata hain khone se

Mai tere saath mein

Abb rahunga sada

Maine li hai kasam

Hai mera faisala

Aakhari saas tak

Ham na honge juda

Yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

O mere yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Tum kya jaano mere dil mein

Tum rehati ho

Dhadkan ki tarah

Yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

O mere yaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Sarkaar badal na jaana

Mausam ki tarah

Dekho yaar badal na jaana

Mausam ki tarah