Tera saath hai kitna pyara
Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeevan sara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine
Maine tanman tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Jitni tujh mein hai ada
Utni hi wafa, utni hi wafa
Jitna jahan mein pyaar hai
Tujhse mujhe mila
Tujhse mujhe mila
Badhti jaaye
Ye betabi
Badhti jaaye ye betabi
Jitna karoon nazara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Pyaar ke ek ek pal pe hain
Sau jeevan qurbaan
Sau jeevan qurbaan
Pyaar kabhi marta nahin
Marte hain insaan
Marte hain insaan
Naam usi ka
Jeevan hai
Naam usi ka jeevan hai jo
Tere saath guzara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeevan sara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine tanman tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara