menu-iconlogo
logo

Gunche Lage Hain Kahne

logo
Paroles
gunche lage hai kehne

phoolon se bhi suna hai

taraana pyaar ka

kehta hai dil

aake mil o meri zindagi

tanha na bit jaye din bahar ka

abhi abhi ek hawa ka

jhoka yaad teri le aaya

yaad ke saajon per dilne

ek preet ka geet sunaya

abhi abhi ek hawa ka

jhoka yaad teri le aaya

yaad ke saajon per dilne

ek preet ka geet sunaya

o meri dilruba sunle jara

kehta hai dil tujhse ye kya afsana

gunche lage hai kehne

phoolon se bhi suna hai

taraana pyaar ka

kehta hai dil

aake mil o meri zindagi

tanha na bit jaye din bahar ka

dilbar mere dil mai kya hai

tu jo ise sun leti

mere sangh jivan ke

kitne sapne tu bun leti

dilbar mere dil mai kya hai

tu jo ise sun leti

mere sangh jivan ke

kitne sapne tu bun leti

o meri dilruba tu ban shama

aur dekh ja jalta hua parwana

gunche lage hai kehne

phoolon se bhi suna hai

taarana pyaar ka kehta hai dil

aake mil o mere zindagi

tanhaa na bit jaye din bahar ka

lala lala lala la la la ...

hmm hmm...