Jeena ye koi jeena to nahin
Pyaar ke bina
Jeena bhi hai saza
Jeena ye koi jeena to nahin
Pyaar ke bina
Jeena bhi hai saza
O mere saathi mausam hasin hai
Aaja sanam tujhe kasam
Sun le dil ki sada
Jeena ye koi jeena to nahin
Pyaar ke bina
Jeena bhi hai saza
Tanha nahin katengi
Iss zindagi ki raahein oooo
Manzil tab milegi
Baahon mein jab hon baahein
Jab tak rahen aaja sanam
Mil ke chalen
O mere saathi mausam hasin hai
Aaja sanam tujhe kasam
Sun le dil ki sada
Wo dil to dil nahin hai
Jis dil mein pyaar na ho
Kis kaam ki ye duniya
Gar koi yaar na ho
Achchi nahin o jaane jaan
Yeh berukhi
O mere saathi mausam hasin hai
Aaja sanam tujhe kasam
Sun le dil ki sada
Jeena ye koi jeena to nahin
Pyaar ke bina
Jeena bhi hai saza
O mere saathi mausam hasin hai
Aaja sanam tujhe kasam
Sun le dil ki sada