menu-iconlogo
logo

Pyar Mein Kabhi Kabhi Aisa Ho Jata Hai

logo
Paroles
Ho ho ho, ho ho

Ho ho ho, ho ho ho

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Aaj sajna ka sajni se ho raha saamna

Sajna ka sajni se ho raha saamna

Khel hi khel me dil gaya thaamna,

Na na

Ha ha,

Na na

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Ye phir bhi kehti hu main

Rehne ki nahi jagah koi

Tere dil me rehti hu main

Kehne ki nahi baat magar

Ye phir bhi kehti hu main

Rehne ki nahi jagah koi

Tere dil me rehti hu main

Jeet kar pyaar me padega haarna,

Na na

Ha ha,

Na na

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Aaj sajna ka sajni se

Aaj sajni ka sajna se

Ho raha saamna

Khel hi khel me dil gaya thaamna,

Na na

Ha ha,

Na na

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Naadan samajhkar tumko

Dekho maaf kardiya hamne

Pyar ki kitaab se judai ka naam

Hi saaf kardiya hamne e e

Naadan samajhkar tumko

Dekho maaf kardiya hamne

Pyar ki kitaab se judai ka

Naam hi saaf kardiya hamne

Yaar ki baat tum kabhi na taalna,

Na na

Ha ha,

Na na

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jaata hai

Chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai

Aaj sajna ka sajni se

Aaj sajni ka sajna

Ho raha saamna

Khel hi khel me dil gaya

Oh oh oh

Thaamna,

Ha ha

Ha ha

Pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai

Chhoti si baat ka fasana ban jata hai

Ho ho ho, ho ho

Ho ho ho, ho ho ho

Aa ha ha, aa ha

Aa ha ha, aa ha ha

Ho ho ho, ho ho

Ho ho ho, ho ho ho