menu-iconlogo
logo

Usha Ki Pahali Kiranon Mein

logo
Paroles
(Sita ram, sita ram, jai raghunanndan sita ram)

(Sita ram, sita ram, jai dukhabhanjan sita ram)

Ushaa kee pehlee kirnon mein jo bhee...

Ushaa kee pehlee kirnon mein jo bhee ram ka karte jaap

Unke path kee baadha talati, mit jaathe hain dukh, santaap

...mit jaathe hain dukh, santaap

(Sita ram, sita ram, jai raghunanndan sita ram)

(Sita ram, sita ram, jai dukhabhanjan sita ram)

Ushaa kee pehlee kirnon mein jo bhee ram ka karte jaap

Unke path kee baadha talati, mit jaathe hain dukh, santaap

...mit jaathe hain dukh, santaap

(Sita ram, sita ram, jai raghunanndan sita ram)

(Sita ram, sita ram, jai dukhabhanjan sita ram)

Ram naam kee sudhaa se jo bhee man ka darpan dhote hain (man ka darpan dhote hain)

Jeevan ke sangram mein vo hee sada hee vijay hote hain (sada hee vijay hote hain)

Apanee bhuulon ka jo man se...

Apanee bhuulon ka jo man se karte pashchaatap

Unke path kee baadha talati, mit jaathe hain dukh, santaap

...mit jaathe hain dukh, santaap

(Sita ram, sita ram, jai raghunanndan sita ram)

(Sita ram, sita ram, jai dukhabhanjan sita ram)

Deen hain hum, vo deen-dayaalu, dhanudhar, sankataharta

Sakal vishwa ke paalanahaare, jag ke karta-dharta

Par ninda aur dwesh ke kaale...

Par ninda aur dwesh ke kaale maar jo dete saanp

Unke path kee baadha talati, mit jaathe hain dukh, santaap

...mit jaathe hain dukh, santaap

(Sita ram, sita ram, jai raghunanndan sita ram)

(Sita ram, sita ram, jai dukhabhanjan sita ram)

Ram charan kee dhuli ka jo maathe tilak lagaate (maathe tilak lagaate)

Ho jaataa uddhaar unka, hans vahee kehalaate (hans vahee kehalaate)

Ram ke dhun mein hoke deewaane...

Ram ke dhun mein hoke deewaane taj dete jo paap