Chale jana zara theharo
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana zara theharo
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana zara theharo
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana zara theharo
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jaana
Abhi aaye ho baitho toh
Yeh mausam bhi suhana hai
Abhi aaye ho baitho toh
Yeh mausam bhi suhana hai
Abhi toh hal e dil tumako
Nigaho se sunana hai
Nazar pyasi yeh dil pyasa
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana
Hasin jharno ke saye mein
Akela chhod jate ho
Hasin jharno ke saye mein
Akela chhod jate ho
Hamare dil ko akhir kis
Liye tum tod jate ho
Zara dam lo kaha mano
Kisi kaa dam nikalta hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana
Hamari jan ho tum bhi
Agar chal dee toh fir kya hai
Hamari jan ho tum bhi
Agar chal dee toh fir kya hai
Tumhare bin baharo me
Khushi kya hai mazaa kya hai
O janeman naa jao tum
Kisi kaa dam nikalta hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana
Kasam khati hun mai apni
Tumhe abb naa sataungi
Kasam khati hun mai apni
Tumhe abb naa sataungi
Tumhari baat jo bhi ho
Wahi mai maan jaungi
Bhari aankhen ruki saanse
Kisi kaa dam nikalta hai
Yeh manzar dekhakar jana
Chale jana zara theharo
Kisi kaa dam nikalata hai
Yeh manzar dekhakar jana