menu-iconlogo
logo

Jeene Se Bhi Zyada Jeeyein

logo
Paroles
Mutthi hai choti

Pana hai sara

Isse kam main na

Karna guzara

Hum kya jane

Kya hai andhera

Aankhon main rakkhe

Hum apna savera

Khari ret khet main

Mithe khwab gaye

Milo raasta rassta

Pairo me sajaye...-2

Hooo.jeene se bhi jyada jiye

Udano se bhi aage ude...-2

Khwahishey aasmani

Zinda hai umeed toh fikar kya

Hooo.jeene se bhi jyada jiye

Udano se bhi aage ude

Khwahishey aasmani

Zinda hai umeed toh fikar kya

Re thak kar kyun bhala hum tham jaye

Chalo na thoda hosalo ko samjaye

Hoo andhiyo se sharat lagaye

Ke zindagi ki aankh se aankh milaye

Khari ret khet main

Mithe khwab gaye

Milo raasta rassta

Pairo me sajaye

Hooo.jeene se bhi jyada jiye

Udano se bhi aage ude

Khwahishey aasmani

Zinda hai umeed toh fikar kya...-2

Inn kadmo ne jeet li hai sab rahe

Bahoo ne thami aasman ki bahee

Chalo ji khushiyo ke ghar ho aaye

Kekona muzkano se sajaye

Khwabo ki aankho ko dhanak pehnaye

Khari ret khet main

Mithe khwab gaye

Milo raasta rassta

Pairo me sajaye

Hooo.jeene se bhi jyada jiye

Udano se bhi aage ude

Khwahishey aasmani

Zinda hai umeed toh fikar kya...-2