Ja sanam mujhko hai, pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera, intezar
Ja sanam mujhko hai, pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar…
Main itni dhoor, chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na, aaunga
Yeh baat hai, aur ye jaanam ke
Tujhe main, bhool na paaunga
Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tum bin bhi main jee raha hoon..
Main kaisa hoon bewafa….
Ja sanam aayegi,
phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera, intezar……
Haan sanam mujhko hai, pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera, intezar….
Main itni dhur, chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga
Main itni
door, chala, jaaunga
Tujhe yaad, bhi na, aaunga…...
Shayad kabhi kahin tumhein
meri mile khabar
Shayad kabhi kahin tumhein
meri mile khabar
Kar lena yaad bas mujhe
mumkin ho yeh agar
Ja sanam tere saath,
meri jaan hai, mere yaar
Main karoongi tera, intezar
Ja sanam mujhko hai, pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera, intezar
Main itni dhur, chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga