aaaa aaaa aaaa aaaa
aaaa aaaa aaaa aaaaa
aaaa aaaaa aaaa aaaa
aaaa aaaa aaaa aaaa
aaaa aaaa aaaa aaaaa
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
aye dill koi pehchaana nahin
kisi ne yeh maana nahin
kisi ne yeh jaana nahin
kisi ko bataana nahin
dard chhupa hai kahan
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
hey tune mujhse wafa nahin ki
tujhko kaise wafa milegi
tune mujhko dard diya hai
tujhko kaise dawa milegi
hey hey aaaaa aaaa
seene mein uthte hain
armaan aise
dariya mein aate hain
tufaan jaise
kabhi kabhi khud hi maajhi
kashti ko dubota hai
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
kaante chun kar tera daaman
phoolon se main bhar jaaunga
isse badi saza kya hogi
maaf tujhe main kar jaaungaa
aaaaa aaaaaaa aaaa
hogi kisi ko pehchaan kaise
pyaar mein hote hain
kurbaan kaise
humko yeh maalum naa tha
pyaar bhi ek samjhauta hai
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
aye dill koi pehchaana nahin
kisi ne yeh maana nahin
kisi ne yeh jaana nahin
kisi ko bataana nahin
dard chhupa hai kahan
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
aye dil dil ki duniya mein
aisa haal bhi hota hai
baahar koi hansta hai
andar koi rota hai
aaaa aaaa aaaa aaaa
aaaaaa