Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Hamari gajal hai, tassavur tumhara
Tumhare bina ab, na jeena gawaara
Hamari gajal hai, tassavur tumhara
Tumhare bina ab, na jeena gawaara
Tumhein yun hi chaahenge
Tumhein yun hi chaahenge
Jab tak hai dam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni.....
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na....
Ab hogi kammm....
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam....