menu-iconlogo
logo

Jaana

logo
Paroles
Tuje gale se lagaana he barish main

Or puraa bhig janaa he barish main

Tuje chhu ke sharmaana he barish main

Or tere saath nahaana he barish main

Jaanaa, jaanaa

Jaanaa, jaanaa

O, ashiq thode hote hai, jo dar ke andar hote hai

Jo sawan ke mahine main bhi dar ke andar hote hai

Tere haathon kaa khaanaa he barish main

Or puraa bhig janaa he barish main

Tuje chhu ke sharmaana he barish main

Or tere saath nahaana he barish main

Jaanaa, jaanaa

Jaanaa, jaanaa

Tu mere saamne he, kya nazaaraa he

Kya nazaaraa he, kya nazaaraa he

Tu mere saamne he, kya nazaaraa he

Ye pani kii boondon kaa khel he, sanam

O, tera-meraa milanaa koi aam baat nahin

Ye radha or krishna kaa mail he, sanam

O, khwaab mere, khyaal mere bahut hote hai

Jitne paas aankhon ke hont hote hai

Tere utane paas aana he barish main

Jaani kaa gaanaa gaanaa he barish main

Tuje chhu ke sharmaana he barish main

Or tere saath nahaana he barish main

Jaanaa, jaanaa

Jaanaa, jaanaa

O, hai, kisi film kaa scene lagegaa

Scene lagegaa, scene lagegaa

O, hai, kisi film kaa scene lagegaa

Ki badal yun garaje ki bhaag aao tum

Hai, itani jor se chamaki bijliyaan

Ki dar ke maare mere gale lag jaao tum

Mmm, bahaanaa yun bananaa he barish main

Or khuda ko manaanaa he barish main

Chaand neeche laana he barish main

Or tere saath nahaana he barish main

Jaanaa, jaanaa

Jaanaa, jaanaa