menu-iconlogo
logo

Ye Duniya Ke Badalte Rishtey with female

logo
Paroles
++Subrata Shome++

F - Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

Kya Jaane Kaise

Rangon Mein Dhal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

++Subrata Shome++

K - Judkar Kahin dil Jod Dein

Toote To Dil Tod Jaate Hain Ye

Judkar Kahin, dil Jod Dein

Toote To Dil Tod Jaate Hain Ye

Ye Phool Bankar Hain Khilte Kahin

Kahin Dil Mein Kaante Chubhaate Hain Ye

Jaane Kahan, Kis Mod Pe,

Deke Daga Dilko Chhal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

++Subrata Shome++

F - Apnon Se Yoon Bichde Hain Jo

Unhen Kya Bichadne Ka Kuch Gum Nahin

Apnon Se Yoon Bichde Hain Jo

Unhen Kya Bichadne Ka Kuch Gum Nahin

Magar Haar Kar Kyun Dukhon Se Koyi

Zeher Ghol De Zindagi Mein Kahin

Sab Khel Hai, Taqdeer Ka

Taqdeer Se Hi Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishtey

Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke Badalte Rishtey

++Subrata Shome++

R - Rishtey Kabhi Toote Kahan

Jo Toot Jaaye Woh Rishtey Nahin

Rishtey Kabhi, Toote Kahan

Jo Toot Jaaye, Woh Rishtey Nahin

Chhupi Hai Udaasike Peeche Hansi

Dabi Dard Mein Bhi Khushi Hai Kahin

Sach To Hai Ye, Bas Pyar Se

Jeevan Hamare badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

R+S - Na Jaane Kaise

Pal Mein Badal Jaate Hain

Ye Duniya Ke, Badalte Rishtey

Ye Duniya Ke Badalte Rishtey with female par Suman Kalyanpur, Kishor Kumar/md. rafi - Paroles et Couvertures