Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Ho le liya dil
O Haaye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
.❤❤ ❤❤.
❤♥♥❤♥♥❤
.❤♥♥♥♥❤.
.❤♥♥❤..
....❤....
Bahar banke aau kabhi
tumhaari duniya mein
Guzar na jaye ye din kahin
issi tamanna mein
Bahar banke aaogi tum
humari duniya mein
Guzar na jaye ye pal kahin
issi tamanna mein
Tum mere ho
Ho tum mere ho
Aaj tum itna wada karte jaana
Chura liyaaa...
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
❤Thank You❤