Ab kyaa kahe unse janaab
Pichhle guroor toote nahi
Thhe har ghadi jo roobaroo
Ab ek shaam mumkin nahi
Hai kayaamat ye mohabbat
Haare hai hum naa shikwaa koi
Ye daastaan ab mukhtasar
Kyu hai khafaa sun toh sahi
Suntaa hai mere yaar
Tu hi sahi tum ae dil- e- gulaam
Sunta hai mere yaar
Ki manzile mile apnaa makaam
Thi hasrate jinse hazaar
Ruksat hue aksar wahi
Har shikaayat ab be asar
Kyu hai khafaa sun toh sahi
Suntaa hai mere yaar
Tu hi sahi tum ae dil- e- gulaab
Sunta hai mere yaar
Ki manzile mile apnaa makaam
Thi hasrate jinse hazaar
Ruksat hue aksar wahi
Hai daastaan ye mukhtasar
Kyu hai khafaa sun toh sahi
Suntaa hai mere yaar
Tu hi sahi tum ae dil- e- gulaab
Sunta hai mere yaar
Ki manzile mile apnaa makaam