Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishan
Ne kahan ne kahan
Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kahan ne kahan
Girte un ansuon mein
Kuch toh tujhsa lagge hai
In ashqon mein main na khota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Bin tere dekh main zara sa lagun
Gham se hi aaj kal bhara sa lagun
Chhod de saath na zindagi meri
Soch ke baat ye dara sa lagun
Girte inn aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum