Jee Kare Dekhta Rahoon
Kya
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
Tu Hai Paagal Tu Hai Joker
Tu Hai Dilbar Jaani
Tu Hai Paagal Tu Hai Joker
Tu Hai Dilbar Jaani
Sabse Pyaara Mera Yaara
Raja Hindustani
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhti Rahoon