Chaha hai tujhko chahunga hardam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai
Mere aansoon behte hain
Apna to milan hoga pal
Pal yeh kehte hain
Kya yeh zindgani hai bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai ye jo zindgani hai
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Mar ke bhi dil se
Ye pyaar na hoga kam...
Teri woh baatein woh chaahat ki rasmein
Jhoothey the vaade kya
Jhoothi thi kasmein
Jaan e tamanna kya ye
Sach hai bas itna keh de
Toot jayee na lamha, aitbaar ka
De koi silaa, mere intezaar ka
Chaha hai tujko
Chahungi hardam
Mar ke bhi dil se ye
Pyaar na hoga kam...
Teri hoon teri jo chahe kasam le le
Mujhko humrahi tu apne gham de de
Saari umar hai mujhko
Dard judaai ka sehnaa
Rastey mein koi hai manzilein meri
Mere saath jayengi mukshkilein meri
Chaha hai tujhko
Chahunga hardam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
Tu saamne
Hai mairey
Phir kyoon ye doori hai
Tujhe kaise bataoon main
Hai, kya majboori hai
Yeh bhi koi jeena hai
Sirf aansoon peena hai
Sirf aansoon peena hai
Yeh bhi koi jeena hai...