Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
singers are Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie :Aitraaz 2004
Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui
️️️️️️️️️️
Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
️️️️️️️️️
Woh mohabbat ke din
Woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam
Baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
️️️️️️️️️
Saanson ki woh hulchul
Woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere
Zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
️️️️️️️️️
Woh tera sharmaana
Woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera
Woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar
️️️️️️️️️
Woh mere bin bole
Tera samajh lena
Woh ishaaron se hi
Baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar pyaar