Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Aaaana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Ho aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Tere hi dum se hogi
Dil ki muraad poori
Tere bagair janam
Hai Zindagi adhoori
Ae mere hasi
Ab na ja kahi
Aa meri zindagi
La la la la la la aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Ho aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Ye jaan kar balam ji
Thaami hain teri baahain
Sehni padengi sabki kanto bhari nigahain
Ye jaan kar balam ji
Thaami hain teri baahain
Sehni padengi sabki kanto bhari nigahain
Sab sahainge hum
Aur hasenge hum
Aa meri zindagi
La la la la la la aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Ho aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Bin Tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Aaaana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi
Ho aana hi pada sajna
Zalim hai dil ki lagi