menu-iconlogo
logo

Tum Kya Mile Jaane Jaan

logo
Paroles
Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Ajee ijjat afjaaye kaa sukriya sukriya

Iss naachij ko aap ne kaabil to samjha

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Hum to yeh samjhe the,

Kahaanee khatm huye

Naaj hame tha jispe jawaanee khatm huye

Ham to yeh samjhe the,

Kahaanee khatam huye

Naaj hame tha jispe jawaanee khatm huye

Teraa meraa yeh saamna

Nayi ik toofaa kee iktida

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Sabse alag laaye hai likhwa ke takdire

Tod ke hum rakh denge rasmo ki janjire

Sabse alag laaye hai likhwa ke takdire

Tod ke hum rakh denge rasmo ki janjire

Darne se kya faayada

Likkhe hum naya kaayada

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Ajee ijjat afjaaye kaa sukriya sukriya

Iss naachij ko aap ne kaabil to samjha

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindegee se ho gaya

Tum kya mile jaaneja,

Pyaar jindagee se ho gaya.

Tum Kya Mile Jaane Jaan par Udit Narayan/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures