menu-iconlogo
logo

Musafir Jaane Wale

logo
Paroles
Album : Gadar Ek Prem Katha (2001)

Singer : Udit Narayan, Preeti Uttam

Musician : Uttam Singh

Lyricist : Anand Bakshi

Hmm.. hmm.. ho.. ho...

Musafir jaane wale

Musafir jaane wale, nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

Musafir jaane wale, nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

O... hmm.. o.. oho ho ho

hmmm hmm hmm hmm

hoo hohohoho

Badi mushkil se dil mein apne

Badi mushkil se dil mein apne

Log basaate hain kuchh sapne

Yeh sapne sheeshe ke khilaune

Toot ke bas lagte hain rone

Dil pe chha jaate hain

Yeh baadal kaale kaale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

Musafir jaane wale, nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

O...

haaaaaaaaaaa aaa

O dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

O dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

Yaad aayengi ho.. yaad aayengi

Bas jaane walon ki kahaniyan

Dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

O dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

O... haha ha..

Ho.. na jaane kya chhoot raha hai

ho.. na jaane kya chhot raha hai

Dil mein bas kuchh toot raha hai

Hothon par nahi koi kahani

Phir bhi aankh mein aa gaya paani

Nahin hum bhoolnewale

Nahin tum bhoolnewale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

Musafir jaane wale, nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

Musafir jaane wale, nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko karein rab ke havaale

Ho.. o.. aa..

hooo hooo oo

Musafir Jaane Wale par Udit Narayan/Preeti Uttam - Paroles et Couvertures