Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
Dariya kabhi to kabhi tishnagi
Lagti hai ye to
Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai...
Khamoshiyoon ki
Dheemi sadaa hai
Ye zindagi to
Rab ki dua hai
Chu ke kisi ne isko
Dekha kabhi na
Aihsaas ki hai khushboo
Meheki hawa hai
Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai...
Ahaa aa aa aa
Umm hmm umm umm...
Mann se kaho tum
Mann ki suno tum
Mann meet koi
Mann ka chuno tum
Kuch bhi kahegi duniya
Duniya ki chodo
Palkon mein sajke jhil mil
Sapnay bunoo tum
Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
Dariya kabhi to kabhi tishnagi
Lagti hai ye to
Khushiyan aur gham saihti hai
Khushiyan aur gham saihti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Abh tak kisi ne na jaana
Abh tak kisi ne na jaana
Zindagi kya
Zindagi kya
Kehti hai...