
Yaar Badal Na Jaana
armaanon ke
iss gulshan mein
tum aaye ho
saawan ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar
badal na jaana
mausam ki tarah
tum kya jaano
mere dil mein
tum rehti ho
dhadkan ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar
badal na jaana
mausam ki tarah
sagar ke sang
lehar kiran
suraj ke saath mein
chalti hai
shama hamesha
parwane ki
chaahat mein hi
jalti hai
phool mein khushboo
rehti hai
aur seep mein moti
rehta hai
tera mera hoga milan
dharti se ambar
kehta hai
mere hothon pe
rehna har dam
saazon mein chhupi
sargam ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
mil ke juda ab
hone se
dil kyon darta hai
khone se
mil ke juda ab
hone se
dil kyon darta hai
khone se
main tere saath mein
ab rahoonga sadda
maine lee hai kasam
hai mera faisla
aakhri saans tak
hum na honge juda
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
tum kya jaano
mere dil mein
tum rehti ho
dhadkan ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar
badal na jaana
mausam ki tarah
sarkar badal na jaana
mausam ki tarah
yaar badal na jaana
mausam ki tarah