menu-iconlogo
logo

Tu Kaun Kahan Se Aayi Hai

logo
Paroles
Tu kaun kahaan se aayee hai

Ye husn kahaan se laayee hai

Tu kaun kahaan se aayee hai

Ye husn kahaan se laayee hai

Teraa noor nahin insaanon saa

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Teri aankhen baatein karti hain

Jaise lahrein machalti hain

Kyaa guzar huaa hai gulshan se

Yaa phoolon se nahaa ke aayee hai

Teraa noor nahin insaanon saa

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Amrit kaa ras honton mein bharaa

Kyaa paakizaa hai naam teraa

Dhadkan ki tarah se chalti hai

Kyaa dil bankar aayee hai

Teraa noor nahin insaanon saa

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Is jahaan mein kiski amaanat hai

Tu kiske dil ki mohabbat hai

Hai kaun naseebon vaalaa jiski

Tu dulhan bankar aayee hai

Teraa noor nahin insaanon saa

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Tu kaun kahaan se aayee hai

Ye husn kahaan se laayee hai

Teraa noor nahin insaanon saa

Kyaa khudaa se milkar aayee hai

Kyaa khudaa se milkar aayee hai.